mera darna
main amar se bhaut pyar thi aur vo bhi mujhse bhaut pyar karta tha magar mai usse kabhi keh nahi payi aur vo mere liye bhaut rota tha kyunki vo muhe khona nahi chahta tha lekin mai apna ghar valo se itna darti thi ki kabhi kisi ko kuch keh nahi payi aur aaj uska rishta pucca ho gaya hai aur meri halat bhaut kharab hai mujhe kuch samajh nahi aa raha ki mai kya karu
Story shared: 21/10/2009 19:12:04

Comments
Be the first to comment on this story
Add you're comment